Or – Yadi aap Play Store Sony Liv App install nahi karna chahate hai to Google se Sony Live Apk File download kare aur Bluestacks ke Install App Feature install kare. Yah tarika un laptop user ke liye hai, jinke pc me RAM minimum 4 GB ho, yadi nahi hai aap second aur third tarika use kar sakte hai.ġ.Kisi bhi app ko PC me chalane ke liye Android Emulator ki jarurat padati hai, aap Bluestacks download kare.ģ.Bluestacks ke browser me play store open kare.Ĥ.Sony Liv app find kare aur install kare. But lekin ye secure tarika nahi hoga, isliye aap Google Play Store se hi download kare, jiske tarike ko aage janenge. Sony Liv videos ko PC me watch karane ke liye Sony Liv App ki jarurat padegi, jise aap google se Sony Liv APK file download kar sakte hai. Yah app keval India me hi videos available nahi karati hai, balki ye globally United States, United Kingdom, Nepal, Singapore, Canada jaise countries me bhi movies, shows aur sports, live cricket & WWE videos serve karti hai Sony Liv App APK File But ye India ki first Premium Video on Demand App hai, jise Sony Pictures Networks ne 22 January 2013 ko launch kiya tha. Sony Liv app Hotstar ke bad India ka dusra sabse popular Video on Demand App hai.